Bam Bam Bambai Lyrics – Amit Kumar
Bambai humko zam gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Dekh ke ie bambai ka
Nzara dil ki dhadkan tham gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Dekh ke ie bambai ka
Nzara dil ki dhadkan tham gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Chanchal shok hasino ki
Dekho yaha bharmar hai
Husan ke sare rango ki
Chopati pe bahar hain
Sone chandi ke upar
Apni huyi ye bastiya
In galiyo in uncho mein
Rahti hai filmi hastiya
Unko to ye swarg lage
Jinki jeb mein mal hain
Mara mara phirta hain
Jo kadka kangal hain
Lakho ki roji
Roti lakho ki takdir hain
Yaha jo aaya gaya nahin
Shehar nahin zanjeer hain
Hum jo aaye ie ngari mein
Apni to biyat ram gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Unchi unchi buildinge
Rahne ko par ghar nahin
Itne sare raste chalne
Ko par dgar nahin
Roti ki na bat kar pani
Bikta hai yaha
Dharti sari bik chuki
Bech rahe hai aasma
Paisa sabka mybap
Paisa hi bhgwan hai
Paise ke pichhe pichhe
Bhag raha insan hai
Line mein lat jati hain
Insano ki zindagi
Dekho jeene ke liye
Mar gaya kitna aadmi
Dekh ke aisi halat baiya
Aankh hamari nam gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Dekh ke ie bambai ka
Nzara dil ki dhadkan tham gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko zam gayi
Zam gayi aaha bambai
Zam gayi waha re baiya
Zam gayi bambai.