Balle Balle Bhai Lyrics – Amit Kumar, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Ho balle balle bhai
Reshmi duppte waliye
Ho balle balle bhai
Reshmi duppte waliye
Tera rup lishkare mare
Reshmi duppte waliye
Tauba tauba ye
Gora rang aafat hai
Tauba tauba ye
Gora rang aafat hai
Pichhe pad gaye sare kuware
Gora rang aafat hai
Ho balle balle bhai
Duniya ke jamghat mein
Sabhi dil milne ke mele
Duniya ke jamghat mein
Ho ja ja ja jake mai
Na tere hath aau
Chahe lakh tu papad bele
Main na tere hath aau
Duniya ke jamghat mein
Sabhi dil milne ke mele
Main na tere hath aau
Chahe lakh tu papad bele
Ho balle balle balle
Baiman jawani ka
Gori aashiqo ki kadar
Na jane man jawani ka
Ho ja ja ja jake mai
Na tere muh lagti
Bada aaya kadar karane
Mai na tere muh lagti
Ho balle balle hum hi
Mein ayab kya hai
Tujhe kisi ka to
Ghar hai basana
Ho hum hi me ayab
Kya hai tauba tauba
Tauba tauba haye
Tauba haye tauba
Tauba tauba tauba ke
Mai na tere ghar jau
Chahe pad jaye thane jana
Mai na tere ghar jau
Baliye goriye soniye
Baliye baliye
Ho balle balle ke
Bhudhi hoke tarsegi
Koi aayega na hath pakadne
Bhudhi hoke tarsegi
Arey ja ja ja jake
Tere jaise lakho hai
Kai aayenge nak ragadne
Tere jaise lakho hai
Balle balle bhai
Reshmi duppte waliye
Ho tera rup lishkare mare
Reshmi duppte waliye
Jawani phir na aaye
Karegi haye haye
Aaha karegi haye haye
Mera gam tu kyu khaye
Tujhe kyu nind na aaye
Ha ha tujhe kyu nind na aaye
Jo tujh par aankh tikaye
Wo tera maan bhadaye
Jo tujh par aankh tikaye
Wo tera maan bhadaye
Wo tera maan bhadaye
Tu chahe mar bhi jaye
Ye jhatti hath na aaye
Aaha ye jhatti hath na aaye
Na jab tak ha kahlaye
Ye jhat wapas na jaye
Aaha ye jhat wapas na jaye
Jo mujhko hath lagaye
Wo apna sar tudwaye
Jo mujhko hath lagaye
Wo apna sar tudwaye
Wo apna sar tudwaye
Jo mujhko hath lagaye
Wo apna sar tudwaye
Aaha wo apna sar tudwaye
Ho balle balle bhai
Tere aage hath jodhta
Ho balle balle bhai
Tere aage hath jodhta
Jat jisne akhade jite
Tere aage hath jodhta
Baliye soniye soniye
Baliye baliye
Ho balle balle bhai
Tere aage hath jodhta
Achha achha to aaj
Maine ha kar di
Achha achha to aaj
Maine ha kar di
Ise talte bahut din bite
Ha aaj maine ha kar di
Ho balle balle bhai
Reshmi duppte waliye
Ho balle balle bhai
Reshmi duppte waliye
Tera rup lishkare mare
Reshmi duppte waliye.