Bajao Zor Se Taali Lyrics – Sukhwinder Singh
Maddham si hansi girao
Buth kyon bane pade ho
Rindh sa mahek jaao
Kaath mein gaad do killi
Maachis par ghis do tilli
Yun toh pheeki thi hawa
Maine kaifi kar daali
Paunch ghaflat ki laali
Bajao zor se taali
Gham ko de dena gaali
Bajaao zor se taali
Taali ke baad taali
Bajaao zor se taali
Hai saat makaan sargam ke
Inme rehte sufi hain
Mere yaar hai dildaar hain
Rooh ki tafri zam zam ki gaar hai
Har dhun ko ishqe
Waali phasle baati hain
Hothon se sehla sehla
Nazini ki baaliya kaati hai
Haan bulla ke harfo
Par marne waali bawli matwali
Bajao zor se taali
Haan shehad ki shehar waali
Bajao zor se taali
Taali ke baad taali
Bajao zor se taali
Soch khud ka hunar
Dil se nikalti yeh daad hai
Soch khud ka hunar
Dil se nikalti yeh daad hai
Yeh qawalli wali baat hai
Purani dilli ki baraat hai
Gila nahi jo mila nahi
Kaaba tarif ka dikha nahi
Gila nahi jo mila nahi
Kaaba tarif ka dikha nahi
Bul bul tha maajhi
Mera kaala majhi
Nahin ban paaya
Main phir se haaji
Bula lo khuda bula lo qaazi
Nikaah ke liye khudai
Ko kar lunga main raazi
Main mehfil ka mawaali
Bajao zor se taali
Paunchh ghaflat ki laali
Bajaao zor se taali
Haan taali ke baad taali
Bajao zor se taali.