Baharon Ne Kiye Sajde Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Baharo ne kiye sajde
Phulo ne sar jhukaya hai
Baharo ne kiye sajde
Phulo ne sar jhukaya hai
Badi fursat se malik ne
Hansi tumko bnaya hai
Baharo ne kiye sajde
Churane ko bulava aaye
Tera nazuk badan jiski
Bala lene shabab aaye
Wo gore hath jisme
Sangemarmar ki suphedi hai
Ghata sawan ki zulfo
Me teri aaram karti hai
Hasina o hasina hasina o hasina
Baharo ne kiye sajde
Phulo ne sar jhukaya hai
Badi fursat se malik ne
Hansi tumko bnaya hai
Baharo ne kiye sajde
Tera chehara zami ka
Chand bankar jagmgaya hai
Magar kyu chandani ko apne
Ghungat me chhupaya hai
Wo aankhe aisi hai jaise
Gazal ke tahle do misre
Teri masumiyat par
Baithe hai andaz ke pehare
Hasina o hasina hasina o hasina
Baharo ne kiye sajde
Phulo ne sar jhukaya hai
Badi fursat se malik ne
Hansi tumko bnaya hai
Baharo ne kiye sajde
Pharisto ki bhi toba
Tod de ye teri angdayi
Teri katil jawani ban
Gayi phulo ki ruswai
Wo teri chal jiska khud
Qayamat bhi pata puchhe
Teri khafir adaye bhaye
Jisko kab khuda puchhe
Hasina o hasina hasina o hasina
Baharo ne kiye sajde
Phulo ne sar jhukaya hai
Baharo ne kiye sajde
Phulo ne sar jhukaya hai
Badi fursat se malik ne
Hansi tumko bnaya hai
Baharo ne kiye sajde.