Bahaare Agar Tumse Lyrics – Pankaj Udhas
Vabastha kabhi jamo subu se naa huwa
Kuchh phaayada koyal ki bhi kuu se naa huwa
Aa kabrra pe meri ke meraa jimma hai
Too mast agar mitti ki boo se naa huwa
Tab gham ki ghata chhaayi
Thi chhaayi hogi
Yeh jaam yeh khushabu
Yeh paharain yeh sharab
Glushan me khija aayi thi aayi hogi
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagi maang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagi maang lena
Agar tumse suraj kabhi ruth jaaye
Mere jaam se roshani maang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagi maang lena
Gaya aa ke aangan se khushbu kaa mausam
Ke mausam ko ek roj jaana tha yun bhi
Gaya aa ke aangan se khushbu kaa mausam
Ke mausam ko ek roj jaana tha yun bhi
Abhi daaliyo par bahut phul honge
Kisi phul se dilkashi maang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagi maang lena
Kabhi bojh gham kaa jo bad jaaye dil par toh
Ro lena tanhaayiyo se lipat kar
Kabhi bojh gham kaa jo bad jaaye dil par toh
Ro lena tanhaayiyo se lipat kar
Labo par kabhi aaye hafre shikaayat toh
Divaar se khaamoshi maang lena
Agar tumse suraj kabhi ruth jaaye
Mere jaam se roshani maang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagi maang lena
Yeh lambi ghani raat kaise kategi
Sahaara toh ek chaahiye zindagi ko
Yeh lambi ghani raat kaise kategi
Sahaara toh ek chaahiye zindagi ko
Agar shamma tumse kare bewafayi
Kisi saye se dosti mang lena
Agar tumse suraj kabhi ruth jaaye
Mere jaam se roshani mang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagi maang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagi maang lena.