Bago Me Kaise Yeh Phul Lyrics – Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
O aa bago me
Bago me kaise yeh phul
Khilte hain ho khilte hain
Khilte hain bhanwaro se jab
Phul milte hain ho milte hain
O bago me
Rangili rut aake
Rang deti hai inko
Rangili rut aake
Rang deti hai inko
Nahi tumsi koyi gori
Chum leti hai inko
Phulo ko phulo ko
Hotho se rand du
Milte hai milte hai
O bago me
Mausam baharo ke
Lagte hain kyon pyare
Mausam baharo ke
Lagte hain kyon pyare
Hanste hain rote hain
Kaliyo ke sang sare
Kaliyo ke kaliyo ke
Khilne se dil bhi
Khilte hain khilte hain
Bago me
Achha abb tum bolo
Aisa kab hota hai
Achha abb tum bolo
Aisa kab hota hai
Bade woh ho mat
Chhedo aisa tab hota hai
Jab tere jab tere naino se
Mere nain milte hai milte hai
Bago me kaise yeh phul
Khilte hain ho khilte hain
Khilte hain bhanwaro se jab
Phul milte hain ho milte hain
O bago me.