Bachpan Lyrics – Ayushmann Khurrana
हम्म थकी है नहीं ये आँखें
सीने में बची हैं सांसें
रोकेगी कितना ये ज़िन्दगी
छिपी हुई थी सपने में
सिमटी हुए थे अब नहीं, अब नहीं
सजाऊं बचपन ऐसा
ऐसा
कांटे भी हो तो क्या
बनाऊं मैं कल ऐसा
जले सारी दुनिया ये रे
हो हो..
कमी थी जो मुझ में कब से
मिला ना जो मुझको रब से
लकीरों में बंध के अब नहीं, अब नहीं
अब नहीं
छींटे जो पड़े हैं कल के
मिटेंगे उसी पे चल के
रोकेगी ये कितना ज़िन्दगी
ये ज़िन्दगी
सीखेंगे गिर गिर के
तारों से भी तो क्या
बनाऊं मैं कल ऐसा
जले सारी दुनिया ये रे..
दबी थी छिपी थी
रोये थे खोये थे रातों में
झुके ना रुके ना
ढूँढें ना मंजिल को हाथों में
मंजिल को हाथों में
मंजिल को हाथों में
मंजिल को हाथों में.
Hmmm thaki hai nahin ye aankhein
Seene mein bachi hain saansein
Rokegi kitna yeh zindagi
Dabi hui thi kone
Chhipi hui thi sapne mein
Simti huve thhe, ab nahi, ab nahi
Kaante bhi ho to kya
Banaaun main kal aisa
Jale.. Saari.. Duniya ye re
Ho ho…
Kami thi jo mujh mein kab se
Mila na jo mujhko rab se
Laqeeron mein bandh ke..ab nahi, ab nahi
Ab nahi!
Chheente jo pade hain kal ke
Mitenge usi pe chal ke
Rokegi ye kitna zindagi ye zindagi
Seekhenge gir gir ke..taaron se bhi toh kya
Banaaun main kal aisa, jale saari duniya ye re
Dabi thi, chhipi thi
Roye the, khoye thhe, raaton mein
Jhuke na…ruke na…
Dhoondein na manzil ko haathon mein
Manzil ko haathon mein
Manzil ko haathon mein…
Manzil ko haathon mein!