Bachke Balam Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Bachke balam chal
Ki rasta hai mushkil
Mohabbat ke bazar ka
Kabhi bhuloge tum
Kabhi bhulenge hum
Ji azab raz hai is pyar ka
Bachna hai mushkil
Jo milte hai do dil
Mohabbat ke bazar me
Kabhi gum ki ghata
Kabhi thandi hawa
Hai mohabbat ke gulzar me
Ye jawa bambai ke najare
Ye chura lenge dil ko tumhare
Ye jawa bambai ke najare
Ye chura lenge dil ko tumhare
Baharo ke mele me
Jhagda na karna
Ye mausam hai ikrar ka
Bachna hai mushkil
Jo milte hai do dil
Mohabbat ke bazar me
Kabhi gum ki ghata
Kabhi thandi hawa
Hai mohabbat ke gulzar me
Ye dilli ki madhosh galiya
Hai ulfat ki rangin kaliya
Ye dilli ki madhosh galiya
Hai ulfat ki rangin kaliya
Yaha to milenge hazaro hi jalwe
Mohabbat ke bazar me
Bachke balam chal
Ki rasta hai mushkil
Mohabbat ke bazar ka
Kabhi bhuloge tum
Kabhi bhulenge hum
Ji azab raz hai is pyar ka
Hai mohabbat ka dil da najara
Ye hasi taz jamuna kinara
Hai mohabbat ka dil da najara
Yaha shor hi hai
Mohabbat ke man ka
Khazana liye pyar ka
Bachna hai mushkil
Jo milte hai do dil
Mohabbat ke bazar me
Kabhi gum ki ghata
Kabhi thandi hawa
Hai mohabbat ke gulzar me
Ye ujali sadak kalkatte ki
Suno bat tum ek pate ki
Ye ujali sadak kalkatte ki
Suno bat tum ek pate ki
Yaha har kadam par
Machalte hai jadu
Hasino ke bazar me
Bachke balam chal
Ki rasta hai mushkil
Mohabbat ke bazar ka
Kabhi bhuloge tum
Kabhi bhulenge hum
Ji azab raz hai is pyar ka
Bachna hai mushkil
Jo milte hai do dil
Mohabbat ke bazar me
Kabhi gum ki ghata
Kabhi thandi hawa
Hai mohabbat ke gulzar me.