Baatein Hawaa Lyrics

in

Baatein Hawaa Lyrics from the film Cheeni Kum, starring Amitabh Bachchan, Tabu and Paresh Rawal in a lead role. The Hindi Happy (Feel Good) and Love song is composed by Ilaiyaraaja and vocals were given by Amitabh Bachchan and Shreya Ghoshal, while lyrics of “Baatein Hawaa” were penned by Manoj Tapadia and Sameer.

"Baatein Hawaa" Song Details:

Movie: Cheeni Kum
Singer(s):Amitabh Bachchan, Shreya Ghoshal
Lyricist(s):Manoj Tapadia, Sameer
Composer(s):Ilaiyaraaja
Music Director(s):Ilaiyaraaja
Genre(s):Happy (Feel Good), Love
Director(s):R. Balki
Music Label:© Eros Music
Starring:Amitabh Bachchan, Tabu, Paresh Rawal
Release on:25th May, 2007

Baatein Hawaa Lyrics – Amitabh Bachchan, Shreya Ghoshal

Impress karne ke liye
To log do sau rupe ke
Phool kharid lete hai
Per yeh do ghante
Mein mar jate hai
Pata nahi kya impress karna
Chahte log phool de kar ke

Baatein hawa hai saari
Saari ke saari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Baatein hawa hai saari
Saari ke saari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Rukhi si khaali khaali
Ulti hi duniya sari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Kehna jo chahe
Kyun keh na paaye
Aankhe jo bole
Teri har dil se kyun

Baatein hawa hai saari
Saari ke saari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Rukhi si khaali khaali
Ulti hi duniya sari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Impress karne ke
Liye mein aaapko
Royal albert hall ka music
Sunane leja sakta tha
Lekin agar ap music
Sunte sunte emotional hogai
Logo ko lagega maine
Aapko rula diya

Dekho na dekho
Na lagta ajooba
Yeh khud hi jane kya
Iska mansooba hai
Dekho na dekho
Na lagta ajooba
Yeh khud hi jane kya
Iska mansooba hai

6 foot ke deewaar pe kyun
Kyun dil ki khidki nahi
Yeh dil ki baaton ko bhi
Jane do kahin nahi
Pallle pada hai kyun
Mere hi tauba
Apni hi kehta hai apni hi
Sunta hai dekho na

Baatein hawa hai saari
Saari ke saari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Rukhi si khaali khaali
Ulti hi duniya sari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Yeh sunset ka light
Moonlight ka concept
Use kiya ja saktahai
Impress karne ke liye
Na to aapko mera chehra
Deekhega na hi khana
Seedhe raste kabhi
Yeh na chalne wala
Rab ne iss tedhe sache
Mein hai dhaala
Seedhe raste kabhi
Yeh na chalne wala
Rab ne iss tedhe sache
Mein hai dhaala

lyricsbogie.com
Bande ko zoo mein rakho
Khulla na iss chodo
Khulla jo choda to
Impress karne ke
Liye 25 lakh ka haar
Bhi de sakta tha
Lekin bina price tag ke
Aapko lagega 25 rupay ka hai
Aur price tag ke
Saath de nahi sakta

Rehta hai jane
Kaun se jahan mein
Dekha na jaana na
Maine to aisa yahan koi

Baatein hawa hai saari
Saari ke saari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Rukhi si khaali khaali
Ulti hi duniya sari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Haan agar ap mujhe
Impress karna chahti hai
To just me remmber
Maria sharnikova
Anna kournikova
Uh whts legs

Kehna jo chahe
Kyun keh na paaye
Aankhe jo bole
Teri har dil se kyun

Baatein hawa hai saari
Saari ke saari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun

Rukhi si khaali khaali
Ulti hi duniya sari
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun
Kyun hai kyun.

Baatein Hawaa Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.