Aye Yaar Teri Is Duniyan Mein Lyrics – Dinesh Arjuna
Kaise bayaan karoon ke tujhse hain pyaar kitna
Lafzo pe aadami ka hain ikhtiyaar kitna
Ye sabz ghulsitaa bhi ab zard ho chuka hain
Tu hi bataa karun ab intazaar kitna
Aye yaar teri is duniyan mein
Aye yaar teri is duniyan mein
Phoolo ke khanzar hote hain
Aye yaar teri is duniyan mein
Phoolo ke khanzar hote hain
Chehron mein base hain chaand magar
Chehron mein base hain chaand magar
Sino mein patthar hote hain
Aye yaar teri is duniyan mein
Phoolo ke khanzar hote hain
Aye yaar teri is duniyan mein
Meri aankhon ke hone par
Dekha toh mujhe rona aaya
Meri aankhon ke hone par
Meri aankhon ke hone par
Aankhon se guzarne waale kuchh
Aankhon se guzarne waale kuchh
Aise bhi manzar hote hain
Aankhon se guzarne waale kuchh
Aise bhi manzar hote hain
Chehron mein base hain chaand magar
Sino mein patthar hote hain
Aye yaar teri is duniyan mein
Main apni tabaahi kaa tujh par
Ilzaam lagaunga kaise
Main apni tabaahi kaa tujh par
Ilzaam lagaunga kaise
Ilzaam lagaunga kaise
Waise bhi hamare jaison ke
Waise bhi hamare jaison ke
Kuchh alag muqaddar hote hai
Waise bhi hamare jaison ke
Kuchh alag muqaddar hote hai
Chehron mein base hain chaand magar
Sino mein patthar hote hain
Aye yaar teri is duniyan mein
Jo rind ke saath mein rehte hain
Woh rind ke jaise bante hain
Jo rind ke saath mein rehte hain
Woh rind ke jaise bante hain
Woh rind ke jaise bante hain
Har waqt hawa mein udate hain
Har waqt hawa mein udate hain
Madmast kalandar hote hain
Har waqt hawa mein udate hain
Madmast kalandar hote hain
Chehron mein base hain chaand magar
Sino mein patthar hote hain
Aye yaar teri is duniyan mein.