Aye Mere Dil Kahi Aur Chal Lyrics – Talat Mahmood
ऐ मेरे दिल कहीं और चल
ग़म की दुनिया से दिल भर गया
ढूँढ ले अब कोई घर नया
ऐ मेरे दिल कहीं और चल
ग़म की दुनिया से दिल भर गया
ढूँढ ले अब कोई घर नया
ऐ मेरे दिल कहीं और चल
झूठी आशा के तारे ना हों
चल जहाँ गम के मारे ना हों
झूठी आशा के तारे ना हों
झूठी आशा के तारे ना हों
इन बहारों से क्या फ़ायदा
जिस में दिल की कली जल गई
ज़ख़्म फिर से हरा हो गया
ऐ मेरे दिल कहीं और चल
चार आँसू कोई रो दिया
फेर के मुँह कोई चल दिया
चार आँसू कोई रो दिया
फेर के मुँह कोई चल दिया
फेर के मुँह कोई चल दिया
लुट रहा था किसी का जहाँ
देखती रह गई ये ज़मीं
चुप रहा बेरहम आसमां
ऐ मेरे दिल कहीं और चल
ग़म की दुनिया से दिल भर गया
ढूँढ ले अब कोई घर नया
ऐ मेरे दिल कहीं और चल.
Aye mere dil kahi aur chal
Gham ki duniya se dil bhar gaya
Dhundh le ab koi ghar naya
Aye mere dil kahi aur chal
Gham ki duniya se dil bhar gaya
Dhundh le ab koi ghar naya
Aye mere dil kahi aur chal
Juthi aasha ke taare naa ho
Chal jahaa gham ke maare naa ho
Juthi aasha ke taare naa ho
Juthi aasha ke taare naa ho
In bahaaron se kya faayada
Jis mein dil ki kali jal gayi
Zakhm fir se hara ho gaya
Aye mere dil kahi aur chal
Chaar aansu koi ro diya
Fer ke muh koi chal diya
Chaar aansu koi ro diya
Fer ke muh koi chal diya
Fer ke muh koi chal diya
Lut raha thaa kisi kaa jahaa
Dekhati rah gayi ye jamin
Chup raha beraham aasamaan
Aye mere dil kahi aur chal
Gham ki duniya se dil bhar gaya
Dhundh le ab koi ghar naya
Aye mere dil kahi aur chal.