Aye Dost Mere Lyrics – Mohammed Rafi, Manna Dey
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Sach ki puja karne wale
Hamne bhukhe marte dekhe
Jhuth ka daman thamne wale
Hamane mauje karte dekhe
Phulo ki sej par
Phulo ki sejo par so kar
Jhuthe ko aaram na aaye
Lekin sache ko pal bhar me
Kanto par bhi nind aa jaye
Aye dost, aye dost
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Bhi upar aa jata hai
Chand ko dekho jo ghat ghat
Kar phir bhi aage badh jata hai
Jiska tara chamka
Jiska tara chamka sabne
Badhakar uska sath diya
Girate ko yaha kisane thama
Kisne usko hath diya
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Apani to har subah holi apani
To har shaam diwali
Do din ki ye duniya sath nahi
Hai jaane wali
Is dunia me
Is dunia me jine ki aye dost
Ada kuch or hi hai
Dekh parayi aag me jalkar
Iska maja kuch or hi hai
Aye dost, aye dost
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai
Achi tarah apni
Najar se dekhi hai
Yaha achha bura kaun
Hai pahachanna mushkil
Aye dost mere maine
Duniya dekhi hai.