Arjun And Bheem Lyrics
Hum mein taaqat bhar balshaali
Yahan ke raaj kumaar
Naam hain arjun
Bali mein hum shakti ke avtaar
Dhanush baan ho ya apne hatho
Mein ho talvaar
Nahin chukata kabhi nishaana
Karte hain jab vaar
Bheem hamara naam
Humato bhai apne kaam se hi
Rakhte hain kaam
Dholak pur ke vasi hain hum
Pahele nahin jaghadte
Kartein kaam taamam
Jo aake hamse yaha akadtein
Jwalamukhin hain hum sahas ke
Agni hain barsatein
Jo bhi humko lalkaarein
Hum usko maar giraatein
Gher na paaya koi ran mein
Kabhi hamarein aage
Jo bhi aaye saare hi mein
Maidaan chhod ke bhaage
So hathi ki jaisi taaqat
Chaal hain shero jaisi
Ek vaar mein hi kardete
Sab ki aisi taisi
Mauka aane par dikha laayenge
Hum tumhein kamaal
Paanv pataktein jo dharti pe
Hiil jaaye paatal
Chhote munh se badi badi baat
Ye toh sab kartein hain
Hum mein itana dum hain ki
Hum maut se bhi ladtein hain
Seena dekh vishaal hamara
Parvat bhi ghabharaye
Thar thar kaape jo bhule se
Bhi humse takraye
Samane wala hi harenga
Hota nahi hamesa
Apne seene mein bhi hain
Sher sa bada kaleja
Abhimani ka sar to nicha to
Hona hi hona
Haslo haslo baad mein to
Rona hi rona
Hamse takrane ki himmat hain
To phir takrao
Baatein chhodo dum kitana hain
Ab hamko dikhlao
Bheem tumharein jaise hamne
Dekhein lakha hazar
Seh na paaye zo chhota sa
Ek hamara baar
Kuchh bhi karlo chalne na denge
Hum koi steer
Kaan khol kar sunlo hum hain
Dholak pur ke bheem
Bheem bheem bheem
Chhota bheem chhota bheem
Dholak pur ka bheem
Chhota bheem chhota bheem
Bheem bheem bheem bheem ..
Chhota bheem
Bheem bheem bheem bheem ..
Chhota bheem chhota bheem
Dholak pur ka bheem
Chhota bheem chhota bheem
Bheem bheem bheem bheem ..
Chhota bheem chhota bheem.