Ari O Sakhi Lyrics – Anuradha Paudwal, Sharda Sinha
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Wo jo mera chahita sanam hain
Haye re haye kya resham hain
Bago mein mor nache hain jaise
Nachta hain wo zalim bhi aise
Wo to latu hoga ya nikhatu hoga
Ya to tattu hoga nahin nahin nahin
To naam to bata
Uski tasveere hain dil ke andar
Mera jani hain mera jitendar
Haye jitendar haye jitendar
Haye jitendar
Ari o sakhi bata to sahin
Ari o sakhi bata to sahin
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Mera mehboob sabko hansaye
Sari duniya ke gam ko bhulaye
Pyara pyara salona salona
Hai wo mere liye ek khilona
Wo to jhokar hoga ya to lofar hoga
Ya to jhokar hoga arey nahin nahin nahin
To naam to bata
Is zamane se hain mera dilbar
Usko kahte hain sab
Johnny walker johnny walker
Johnny walker johnny walker
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Jaanlewa hai uski adaye
Khawab din rat mujhko dikhaye
Uska chehara hain roshan sawera
Wo meri jaan hain dil hain mera
Wo to khota hoga ya to chhota hoga
Ya to mota hoga nahin nahin nahin
To naam to bata
Hain wo hira wo moti wo panna
Naam uska hain rajesh khanna
Rajesh khanna rajesh khanna
Rajesh khanna
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Mera mehboob itna hansi hain
Koi duniya mein aisa nahin hain
Bole surat ada pyari pyari
Wo akela hain das das pe bhari
Wo to katil hoga ya to zahil hoga
Ya to gafil hoga arey nahin nahin nahin
To naam to bata
Jaise mehake baharo me gulshan
Mera sapna hain amithab bachhan
Amithab bachhan amithab bachhan
Amithab bachhan
Ari o sakhi bata to sahi
Ari o sakhi bata to sahi
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Tera mehboob kaisa hain
Jauni amithab rajesh jitendar
Mera wo to hain in sabse better
Chand taro se bhi khubsurat
Uski ek ek ada mein mohabbat
Wo to kala hoga bhola bhala hoga
Ya dil wala hoga nahin nahin nahin
To naam to bata
Kya khau naam bas khub hain wo
Hasti mer amehboob hain wo
Mehboob hain ye mehboob hain ye
Mehboob hain ye.