Are Aise Bhi Na Husn Ka Lyrics – Anuradha Paudwal, Shailendra Singh
Are aise bhi na
Are aise bhi na husn ka garoor ki jeeye
Are aise bhi na husn ka garoor ki jeeye
Yu na meri jan meri jaan lijiye
Salam ka salam se
Pyar ka pyar se jawaab di jeeye
Are aise bhi na husn ka garoor ki jeeye
Yu na meri jan meri jan lijiye
Salam ka salam se pyar ka pyar se
Jawaab di jeeye di jeeye na
Kab tak chulaoge ye galo ke gulab
Ek din to chalkegi jawani ki sabab
Are mano to dil me samana
Khud bhi tadpna or tadpana
Farz hai apna
Farz hai apna to samjhana gaur ki jeeye
Are aise bhi na
Are aise bhi na husn ka garoor ki jeeye
Are aise bhi na husn ka garoor ki jeeye
Yu na meri jan meri jan lijiye
Salam ka salam se pyar ka pyar se
Jawaab di jeeye di jeeye na
Kitne bhi jaoge dur utne hi pas aaoge jarur
Dunia ka dar mitaye magar
Badle na pyar ka garoor
Dil se dil ki gana yahi hai
Bat pate ki hamne kahi hai
Phir bhi jisne
Are phir bhi jisne kami hai or ki jeeye
Are aise bhi na
Are aise bhi na husn ka garoor ki jeeye
Are aise bhi na husn ka garoor ki jeeye
Yu na meri jan meri jan lijiye
Salam ka salam se pyar ka pyar se
Jawaab di jeeye di jeeye na.