Apni Mata Ke Dulare Lyrics – Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Dulara bache
Tujhpe kurban
Mai pyare bache
Tere aasu mai
Sah nahi sakta
Aisa kyu hai mai
Kah nahi sakta
Tere aasu mai
Sah nahi sakta
Aisa kyu hai mai
Kah nahi sakta
Aa mere paas
Chup kyu baitha hai
Aaj se tuhi
Mera beta hai
Aa mere paas
Chup kyu baitha hai
Aaj se tuhi
Mera beta hai
Tu mujhe lag
Raha hai apna sa
Mera khoya hua
Ek sapna sa
Mere hatho me
Dede hath apna
Jindagi bhar
Rahega sath apna
Akela ro nahi
Birane me
Koi tera bhi hai
Jamane me
Ye mat samjh ke kisi
Se na tera nata hai
Ab to is desh ki
Mati hi teri mata hai
Bhul biti hui
Kahani ho yu na
Barbad kar jawani ho
Jindagi data
Ka ahsan samjh
Ise bhagwan
Ka wardan samjh
Tujhe jiwan yaha jina hoga
Har aasu yaha pina hoga
Apni bigdi ko
Tu bana bache
Ek dunia nayi
Basa bache
Apni bigdi ko
Tu bana bache
Ek dunia nayi
Basa bache
Apni kismat tu
Jaga sakta hai
Aag pani me
Laga sakta hai
Jindagi yu na
Dubo aaho me
Aaja ab meri
Khuli baho me
Tere jiwan me
Yahi hona tha
Tere jiwan me
Yahi hona tha
Kisiko paake
Tujhe khona tha
Jane wala to kabhi
Laut ke na aata hai
Ab to is desh ki mati
Hi teri mata hai
Jane wala to kabhi
Laut ke na aata hai
Ab to is desh ki mati
Hi teri mata hai
Ab to is desh ki mati
Hi teri mata hai
Ab to is desh ki mati
Hi teri mata hai.