Apne Seene Se Kisi Roz Lyrics – Anup Jalota
Apne seene se kisi
Roz lagalo mujhko
Apne seene se kisi
Roz lagalo mujhko
Ghume duniya se mere
Dost chhupalo mujhko
Ghume duniya se mere
Dost chhupalo mujhko
Apne seene se kisi
Roz lagalo mujhko
Tum ko dedi hain isharo
Mein izazat maine
Tum ko dedi hain isharo
Mein izazat maine
Mangane se na milun
Main to chura lo mujhko
Mangane se na milun
Main to chura lo mujhko
Apne seene se kisi
Roz lagalo mujhko
Apne saye se bhi ab to
Mujhe dar lagata hain
Apne saye se bhi ab to
Mujhe dar lagata hain
Ho jo mumkin to nigaho
Mein chhupalo mujhko
Ho jo mumkin to nigaho
Mein chhupalo mujhko
Ghume duniya se mere
Dost chhupalo mujhko
Apne seene se kisi
Roz lagalo mujhko
Main ghazal pyaar ki
Ulfat ka tarana main hoon
Main ghazal pyaar ki
Ulfat ka tarana main hoon
Koi mehfil ho koi saaj
Ho gaalo mujhko
Koi mehfil ho koi saaj
Ho gaalo mujhko
Ghume duniya se mere
Dost chhupalo mujhko
Apne seene se kisi
Roz lagalo mujhko
O ka tufaan sa hain
Dil mein na kaam tamanna
O ka tufaan sa hain
Meri uljhan meri vehshat
Se nikalo mujhko
Meri uljhan meri vehshat
Se nikalo mujhko
Ghume duniya se mere
Dost chhupalo mujhko
Apne seene se kisi
Roz lagalo mujhko
Unko likhana hain kisi roj
Ye khat mein poonam
Unko likhana hain kisi roj
Ye khat mein poonam
Hum ko khud ke bhi
Nahi apna bana lo mujhko
Hum ko khud ke bhi
Nahi apna bana lo mujhko
Ghume duniya se mere
Dost chhupalo mujhko
Apne seene se kisi
Roz lagalo mujhko