Apne Hatho Ko Pahchan Lyrics

in

"Apne Hatho Ko Pahchan" Song Details:

Movie: Apna Haath Jagannath (1960)
Singer(s):Mohammed Rafi
Lyricist(s):Kaifi Azmi
Composer(s):S. D. Burman
Music Director(s):S. D. Burman
Genre(s):Playful
Director(s):Mohan Sehgal
Music Label:© Saregama
Starring:Kishore Kumar, Sayeeda Khan, Nazir Hasain, Leela Chitnis, Jagdev
Release on:8th October, 1960

Apne Hatho Ko Pahchan Lyrics – Mohammed Rafi

Apne hatho ko pahchan
Apne hatho ko pahchan
Murkh inme hai bhagwan
Mujh par tujh par sab par hi
In do hatho ka ahsan
Apne hatho ko pahchan

Hath uthate hai jo kisan
Parwat kat girate hai
Badhte chadte pani me
Bandh ke band dikhate hai
Jungle se kheto ki taraf
Mod ke dariya late hai
Apne hatho ko pahchan

Muthi bhar dana lekar
Ye to jami me bikharaye
Jitne tare chamakte hai
Utne hi podhe ug jaye
Bukh jaha tak dekh sake
Khet waha tak lahraye
Apne hatho ko pahchan

Tune gade eeto se
Hatho ka hai yarana
Chat ko gagan de najrana
Basta jaye sahar naya
Sajta jaye virana
Apne hatho ko pahchan

lyricsbogie.com
Chini or hathodi ka
Khel agar ye dikhlaye
Ubhre chehre pathar me
Devi devta muskaye
Chamke damke taj mahal
Taj mahal taj mahal
Chand sitare jagmagaye
Apne hatho ko pahchan

Chak chale in hatho pe
Pahiya jaise jiwan ka
Aankh jhapak te lag jaye
Mela kore bartan ka
Hatho ke chulhe me se
Sona banta hai jewar
Rup ko chamka dete hai
Kangan jhumke or jewar
Been sarangi tabla dhol
Sab kuch hath banate hai
Taro me aawaz kaha
Hath hamare gate hai.

Apne Hatho Ko Pahchan Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.