Apna Ghar Hain Swarag Se Sunder (Title Track) Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar
Apna ghar hain swarg se sundar ho
Apna ghar hain swarg se sundar
Arey swarg mein kaha se aaye mchhar
Haye ye mchhar
Swarg mein kaha se aaye mchhar
Arey mchhar bhi aashiq hain
Tum par kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar
Par kat raha hain mujhko bistar achha
Ye bistar kat raha hain mujhko bistar
Arey bistar bhi aashiq hain
Tum par kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar
Shadi se pehle ki raate
Bhul gaye tum sari baate
Shadi se pehle ki raate
Bhul gaye tum sari baate
Arey nayi mohabbat nayi hain nayi jawani
Arey nayi mohabbat nayi nayi jawani
Ho gayi ab har cheez purani
Ho gayi ab har cheez purani
Yaad wo din aate hai aksar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar
Pyar mein ye gusa achha hain
Par bich mein ye tkiya kyu rakha hain
Pyar mein ye gusa achha hain
Par bich mein ye tkiya kyu rakha hain
Bat hai lambi rat hai thodi
Kisne bnayi thi ye jodi
Main hoon shisha tum ho pathar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar
Jo hota hain wo hone do
Mujhko thoda sa sone do
Ghar aate hi aa gayi nindiya
Kahe lgayi maine bindiya
Ghar aate hi aa gayi nindiya
Kahe lgayi maine bindiya
Baithi rah gayi main sajdaj kar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar
Swarg mein kaha se aaye mchhar
Ye mchhar
Swarg mein kaha se aaye mchhar
Arey mchhar bhi aashiq hain
Tum par kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar.