Apna Gaon Sambhalo Lyrics – Mohammed Rafi
Nayi hawa me udane dekho
Van ka mor chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Nayi hawa me udane dekho
Van ka mor chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Jab jab sawan bhado aata hai
Sunte hai sahar main
Jab jab sawan bhado aata hai
Paani ki bundo ke badale hare note barsata hai
Bhar leta hai jholi jiska jitana jor chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Ye bhi suna hi raat waha ki din ko sarmati hai
Ye bhi suna hi raat waha ki din ko sarmati hai
Diwaaro ko haath lagao to batti jal jaati hai
Apnae ghar to diya kabhi sari raat jala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Ye dharti aakash
Vaha bhi hoga ya na hoga
Ye dharti aakash
Vaha bhi hoga ya na hoga
Dekha jayega kismat me
Jo bhi likha hoga
Nikal pade jab ghar se
Kyu na karega ram bhala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala
Apna gaon sambhalo
Mai to sahar ki aur chala.