Ankhiya Gulabi Jaise Lyrics

in

"Ankhiya Gulabi Jaise" Song Details:

Movie: Beqasoor (1950)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Ehsan Rizvi
Composer(s):Hansraj Behl
Music Director(s):Hansraj Behl
Genre(s):Romantic
Director(s):K. Amarnath
Music Label:© Saregama
Starring:Madhubala, Ajit, Pramila, Yakub, Mangla, Gope, Geeta Nizami, Ramesh, Durga Khote

Ankhiya Gulabi Jaise Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Ankhiya gulabi jaise
Mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyi aankho mein
Sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya

Ankhiya gulabi jaise
Mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyi aankho mein
Sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya

lyricsbogie.com
Din hain jawani ke ulfat ki raate
Din hain jawani ke ulfat ki raate
Taaro ki chhanv mein
Hain pyar bhari bate
Taaro ki chhanv mein
Hain pyar bhari bate
Sulajhi huyi lato mein ho ho ho
Sulajhi huyi lato mein
Ulajh gayi baliya
Ankhiya gulabi jaise
Mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyi aankho mein
Sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya

Duniya meinri aankho
Mein hai tere kayal ki
Duniya meinri aankho
Mein hai tere kayal ki
Bhari huyi phoolo se
Hai jholi sawal ki
Bhari huyi phoolo se
Hai jholi sawal ki
Khili hain baharo
Mein ho ho ho
Khili hain baharo
Mein phoolo ki daliya
Ankhiya gulabi jaise
Mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyi aankho mein
Sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya

Aadhi aadhi rat
Koyi kahe jagaye re
Aadhi aadhi rat
Koyi kahe jagaye re
Najuk kalayi mori
Bal kha naa jaye re
Aadhi aadhi rat
Koyi kahe jagaye re
Sun sun kush huye ho ho ho
Sun sun kush huye
Mithi mithi galiya
Ankhiya gulabi jaise
Mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyi aankho mein
Sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya.

Ankhiya Gulabi Jaise Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.