Anjaane Raaston Mein (Title) Lyrics – Mustafa Zahid
Lauta do mere khawabon ko lauta do
Anjanay raaston mein
Zindagi jo thi milli
Do ghadi ki yeh khushi thi
Ab zehar si ho chali
Anjanay raaston mein
Zindagi jo thi milli
Do ghadi ki yeh khushi thi
Abb zehar si ho chali
Abb kya huyi hai kami
Yeh dhadkanein hain thami
Lamhe hairan hain
Beeti woh raatein woh din
Hai jism rooh ke bin
Saasein bejaane hain
Dil bhi kya kare
Tanha chale, tanha rukhe
Dil dhoonde use
Jo khwabon ko lauta sake
Dil bhi kya kare
Tanha chale, tanha rukhe
Dil dhoonde use
Jo khwabon ko lauta sake
Barish mein bheeg na
Phoolon ka naach na
Yaadon ke bench pe
Raaton ka jaag na
Jo miley te kinare
Woh bhanwar kyun ho gaye
Yehi mere the sahare
Kahi mujhse hi kho gaye
Kya re kami hai kahan
Miley na koi nishan
Beghar armaan hain
Tanha chale, tanha rukhe
Dil dhoondhe use
Jo khwabon ko lauta sake
Rangon mein baat thi
Ruth apne hath thi
Kuchh pal the jab haseen
Hothon ke sath thi
Teri baaton mein tu sare
Woh pal dhundhla gaye
Jal gaye saye sare
Sehra yeh batla gaye
Kaisi kabi hai bhala
Yeh chahaton ka silla
Hum bhi naadan hai
Dil bhi kya kare
Tanha chale, tanha rukhe
Dil dhoonde use
Jo khwabon ko lauta sake
Dil dhoonde use
Jo khwabon ko lauta sake
Dil dhoonde use
Jo khwabon ko lauta sake
Dil dhoonde use
Jo khwabon ko lauta sake
Anjanay raaston mein
Zindagi jo thi milli
Do ghadi ki yeh khushi thi
Ab zehar si ho chali.