Andhe Ne Bhi Sapna Dekha Lyrics – Mohammed Rafi
Aandhe ne bhi
Sapna dekha
Kya hai zamaana
Ha ha hahahaha
Andhe ne bhi sapna dekha
Kya hai zamaana
Gunga bhi ab gaane baitha
Pyaar ka gaana
Sujhe sur na taal
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Ulfat ki balaayen
Dekho kya dikhaiye
Lo inke dil ko bhi lagi
Chahat ki hawayein
Ulfat ki balaayen
Dekho kya dikhaiye
Lo inke dil ko bhi lagi
Chahat ki hawayein
Ho gaya aaj to
Preet ka waah pyaare
Andhe ne bhi sapna dekha
Kya hai zamaana
Gunga bhi ab gaane baitha
Pyaar ka gaana
Sujhe sur na taal
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Raaton ko jagoge
Arre tum to bekhudi mein
Par ham ko jaagna hogaa
Khaali dosti mein
Raaton ko jagoge
Tum to bekhudi mein
Par ham ko jagna hoga
Khaali dosti mein
Kuchh hamaara nahin
Intezaam waah pyaare
Andhe ne bhi sapna dekha
Kya hai zamaana
Gunga bhi ab gaane baitha
Pyaar ka gaana ha ha
Sujhe sur na taal
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Achcha khair jao
Aankhen na dikhaao
Wo dil ki raani kaun hai
Hamse bhi bataao
Le paate nahin
Usk a naam waah pyaare
Andhe neb hi sapna dekha
Kya hai zamaana
Gunga bhi ab gaane baitha
Pyaar ka gaana ha ha
Sujhe sur na taal
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Waah bhai waah
Waah bhai waah.