Alakh Niranjan Lyrics – Akriti Kakar, Divya Kumar
Are nata sa sannata hai
Chupchap subere aa jata hai
Phir bhidbhad ban jata hai
Jo dopahar me jal jata hai
Phir rat ki chakmak
Chakachondh me
Kahi chupke se kho jata hai
Alak niranjan ye duniya
Jagmag jagmag re
Alak niranjan ye susri
Duniya jagmag re
Alak niranjan ye duniya
Jagmag jagmag re
Alak niranjan ye susri
Duniya jagmag re
Ho o o o ab kal ki tahar
Jispar man hukka peene jaye
Matlab ki ho matlab ki mosi se
Machish udhar mange
Ho duniya ki gardi me
Dil duniya dhund na paye
Chehro ne ho chero ne
Chero me chehre hazar ka ye
Ho badi musibat haye
Suno nashihat haye
Pagalpanthi duniya haye
Alak niranjan ye duniya
Jagmag jagmag re
Alak niranjan ye susri
Duniya jagmag re
Alak niranjan ye duniya
Jagmag jagmag re
Alak niranjan ye susri
Duniya jagmag re
Sakal ki sykil pe sari
Duniya daud lagaye
Niyat ki ho niyat ki sigadi
Par sab jhuth pap seke
Ho gaflat ki kasti me
Jeete jee moj manaye
Manjil ki manjil ki banti me
Apna makan na dekhe
Ho mari hakikat haye
Badi fajihat haye
Khatra ganti duniya haye
Alak niranjan ye duniya
Jagmag jagmag re
Alak niranjan ye susri
Duniya jagmag re
Alak niranjan ye duniya
Jagmag jagmag re
Alak niranjan ye susri
Duniya jagmag re
Are nata sa sannata hai
Chupchap subere aa jata hai
Phir bhidbhad ban jata hai
Jo dopahar me jal jata hai
Phir rat ki chakmak
Chakachondh me
Kahi chupke se kho jata hai
Alak niranjan ye duniya
Jagmag jagmag re
Alak niranjan ye susri
Duniya jagmag re
Alak niranjan ye duniya
Jagmag jagmag re
Alak niranjan ye susri
Duniya jagmag re.