Akkad Bakkad Bombay Bo Lyrics – Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle
Akkad bakkad bambay bo
Ena mena mo
Akkad bakkad bam bam bam…bloody
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo
Rang be rangi duniya ke
Rango mein rango
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo
Rang be rangi duniya ke
Rango mein rango
Khoob haso, pyaar karo
Roothe na raho
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo
Na koi hai khayal
Janab ne banaya
Hai yeh kya apna haal
Zara saj ke
Zara ban ke
Sikhlado chal dhal
Kya jane, kitno ke
Dil hoge bekaraar
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo
Rang be rangi duniya ke
Rango me rango
Khoob haso, pyaar karo
Roothe na raho
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo
Ena mena mo
Ena mena mo
Haaa
Hain yeh haseen adaien
To aisi kyun hai chal
Hai raag surr mein lekin
Milti nahi hai taal
Hain yeh haseen adaien
To aisi kyun hai chal
Hai raag surr mein lekin
Milti nahi hai taal
Zara suniye
Zara suniye
Sundarta ka yeh raaz
Chal ne ke
Gir ne ke
Bhi hote hai andaaz
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo
Rang be rangi duniya ke
Rango mein rango
Khoob haso, pyaar karo
Roothe na raho
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo
Yeh maine kab sochata
Hai kaisa mera haal
Tum zindagi mein ayein
To aya yeh khayal
Yeh maine kab sochata
Hai kaisa mera haal
Tum zindagi mein ayein
To aya yeh khayal
Main sabse rootha tha
Khud se tha begaan
Jo tumko chaha to
Khudse hua pyaar
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo
Rang be rangi duniya ke
Rango mein rango
Khoob haso, pyaar karo
Roothe na raho
Akkad bakkad bambey bo
Ena mena mo.