Aji Tum Hi Kaho Ji Lyrics – Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Ram Kamlani
Ha dhoti aur patlun mein ek din hui ladai
Arey uljh gaye mitar bulbul se
Apne lalu bhai
Tumhi kaho ji ab tumhi kaho ji
Kon hai achha dhoti aur patlun mein
Bhai dhoti aur patlun mein
Kon hai achha dhoti aur patlun mein
Bhai dhoti aur patlun mein
Malmal ki ye sasti dhoti
Cheez bade aaram ki
Bhai chij bade aram ki
Phate to das rumal bana lo
Hai na lakho kaam ki
Kyun hai na lakho kam ki
Aji pehan chalu to, aji pehan chalu to
Dhoti ke aanad may aur june mein
Tumhi kaho ji ab tumhi kaho ji
Kon hai achha dhoti aur patlun mein
Bhai dhoti aur patlun mein
Yuraf ki ye raaz dulari
Sahab logo ki hai pyari
Yuraf ki ye raaz dulari
Sahab logo ki hai pyari
Dhoti walo,
Dhoti walo tum kya jano
Kya hai ye patlun hamari
Aji dhoti wala, aji dhoti wala
Ban jaye lala aur mr. patlun mein
Aji tumhi kaho ji
Kon hai achha dhoti aur patlun mein
Bhai dhoti aur patlun mein
Lalu bhai mitar bulbul
Sabse achha payjama
Arey lalu bhai mitar bulbul
Sabse achha payjama
Dhoti aur patlun bhanjiya
Ye dono ka mama
Aji raat ise paris mein pehno
Aji raat ise paris mein pehno
Din ko dehradhun mein
Aji tum hi kaho ji
Kon hai achha dhoti aur patlun mein
Bhai dhoti aur patlun mein.