Aji Qibla Mohtarma Lyrics – Mohammed Rafi
अजी क़िब्ला मोहतरमा कभी शोला कभी नगमा
इस आप के अंदाज़ का हाय क्या कहना
अजी क़िब्ला मोहतरमा कभी शोला कभी नगमा
इस आप के अंदाज़ का हाय क्या कहना
अजी क़िबला मोहतरमा कभी शोला कभी नगमा
उफ़ यह गुस्सा काली आँखें हो रही है गुलाबी
आप की तो यह अदा है और किसी की खराबी
अरे रे मैंने तुम्हे देखा सिर्फ देखा मानिये कहना
मैंने तुम्हे देखा सिर्फ देखा मानिये कहना
अजी क़िब्ला मोहतरमा कभी शोला कभी नगमा
इस आप के अंदाज़ का हाय क्या कहना
अजी क़िब्ला मोहतरमा कभी शोला कभी नगमा
आरज़ू थी चाँद लम्हे यूं ही चलते फिरते
बेतक़ल्लुफ़ होक तुमसे चाँद बातें करते
अरे रे तुम जो हसीं थे दिल ने चाहा साथ ही रहना
तुम जो हसीं थे दिल ने चाहा साथ ही रहना
अजी क़िब्ला मोहतरमा कभी शोला कभी नगमा
इस आप के अंदाज़ का हाय क्या कहना
अजी क़िब्ला मोहतरमा कभी शोला कभी नगमा.
Aji qibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
Iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna
Aji qibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
Iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna
Aji kibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
Uff yeh gussa kaali aankhen ho rahi hai gulaabi
Aap ki to yeh adaa hai aur kisi ki kharaabi
Arre re maine tumhe dekha sirf dekha maaniye kehna
Maine tumhe dekha sirf dekha maaniye kehna
Aji qibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
Iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna
Aji qibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
Aarzoo thi chand lamhe yoon hi chalte phirte
Betaqalluff hoke tumse chand baatein karte
Arre re tum jo haseen the dil ne chaha saath hi rehna
Tum jo haseen the dil ne chaha saath hi rehna
Aji qibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma
Iss aap ke andaaz ka haaye kya kehna
Aji qibla mohtarma kabhi shola kabhi naghma.