Aisi Jaldi Bhi Kya Lyrics – Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy
Zara athrah ki hone to do
Aisi jaldi bhi kya hain sanam
Zara athrah ki hone to do
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Jo kahoge ji mangungi wo
Zara athrah ki hone to do
Ho aisi jaldi bhi kya hain sanam
Zara athrah ki hone to do
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Jo kahoge ji mangungi wo
Zara athrah ki hone to do
In isharo se mujhko na bahkaiye
Meri bali umar pe raham khaiye
In isharo se mujhko na bahkaiye
Meri bali umar pe raham khaiye
Waqt aane pe mai pas aa jaungi
Door se hi abhi saukh farmaiye
Aapse hai meri iltiza
Aise has has ke mat jaan lo
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Jo kahoge ji mangungi wo
Zara athrah ki hone to do
Abhi phoolo pe woh rang aaya nahi
Nasha chadti jawani ka chaya nahi
Abhi phoolo pe woh rang aaya nahi
Nasha chadti jawani ka chaya nahi
Aap inko meri berukhi na kahe
Hal dil aapse to chupaya nahi
Aur bhi aayega phir maza
Aur thodi si dhiraj dharo
Aur bhi aayega phir maza
Aur thodi si dhiraj dharo
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Jo kahoge ji mangungi wo
Zara athrah ki hone to do
Ho aisi jaldi bhi kya hain sanam
Zara athrah ki hone to do
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Abhi darti hoon main
Vaada karti hoon main
Jo kahoge ji mangungi wo
Zara athrah ki hone to do.