Aisa Zakhm Diya Hai Lyrics – Aamir Khan, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Aankhon mein chehraa kisi ka leke
Wo dil ka qaatil dilbar hamara
Jiske liye main hua aawara
Milte hi jisne chooma tha mujhko
Phir na palat ke dekha dobaara
Aur isi liye doston
Maine faislaa kiya
Ke phir kabhi kisi se
Pyaar nahin karoonga
Kabhi kisi ladki ko
Apna dil nahin doonga
Aisa zakhm diya hai
Jo na phir bharega
Har haseen chehre se
Ab yeh dil darrega
Hum to jaan dekar
Yun hi mar mite the
Sun lo ae haseenon
Yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai
Jo na phir bharega
Har haseen chehre se
Ab yeh dil darrega
Hum to jaan dekar
Yun hi mar mite the
Sun lo ae haseenon
Yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai
Raseele honth chhalakte gaal
Mastaani chaal buraa kar de haal
Palak bhadke ke dil dhadke
Umar ki uthaan kadakti kamaal
Qaatil adaa zaalim hayaa
Mere khudaa mere khudaa
Shola badan baheka
Chaman magar yaaron
Hum to jaan dekar
Yun hi mar mite the
Sun lo ae haseenon
Yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai
Jo na phir bharega
Har haseen chehre se
Ab yeh dil darrega
Hum to jaan dekar
Yun hi mar mite the
Sun lo ae haseenon
Yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai
Raseele honth chhalakte gaal
Mastaani chaal buraa kar de haal
Palak bhadke hai ke dil dhadke
Umar ki uthaan kadakti kamaal
Qaatil adaa zaalim hayaa
Mere khudaa o mere khudaa
Tu jo kahe to taaron
Mein tujhe lekar chaloon
Tu jo kahe to kadmon
Mein unhe la daal doon
Seene se lagaake yeh
Badan kar doon gulaabi
Chehra choom karke
Main banaa doon aaftaabi
Hey hey la la la la la
Hum to jaan dekar
Tumpe mar mite hain
Kaun pyaar tumse itna karega
Aisa zakhm diya hai
Jo na phir bharega
Har haseen chehre se
Ab yeh dil darrega
Aisa zakhm diya hai
Aaya hun yaaron dil apna leke
Aankhon mein chehraa kisi ka leke
Koi na koi mera bhi hoga
Yahin pe kahin chhupaa hi hoga.