Afreen Afreen Lyrics

in

"Afreen Afreen" Song Details:

Album/Label: Sangam (1996)
Singer(s):Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricist(s):Javed Akhtar
Composer(s):Nusrat Fateh Ali Khan
Music Director(s):Nusrat Fateh Ali Khan
Genre(s):Love
Music Label:© Saregama

Afreen Afreen Lyrics – Nusrat Fateh Ali Khan

Husne jana ki tarif mumkin nahin
Afreen afreen afreen afreen
Tu bhi dakhe agar to kahe hamnshin
Afreen afreen afreen afreen
Husne jana ki tarif mumkin nahin
Husne jana ki tarif mumkin nahin

lyricsbogie.com
Aisa dekha nahin khubsurat koi
Jism jaise ajanta ki murat koi
Jism jaisi nigahon main jadu koi
Jism naghma koi jism khushbu koi
Jism jaisi machalti hoyi ragni
Jism jaisi mehakte bujhi chandni
Jism jaisi keh khilta hoya ek chaman
Jism jaisi keh sooraj kee pehli kiran
Jism tersha hoya dikashu dilnashin
Sandalin sandalin marmarin marmarin
Sandalin sandalin marmarin marmarin
Husne jana ki tarif mumkin nahin
Afreen afreen afreen afreen
Tu bhi dakhe agar to kahe hamnshin
Afreen afreen afreen afreen
Husne jana ki tarif mumkin nahin
Husne jana ki tarif mumkin nahin

Ankhen dekhen to main dekhta rah giya
Jaam dono aur do hi hai do atesha
Ankhen ya makade kai dobab hain
Ankheen in ko kahun ya kahun khawab hain
Ankhen nichi hoyi to haya ban gayi
Ankhen unchi hoyi to dua ban gayi
Ankhen uth kar jhakin to ada ban gayi
Ankhen jhuk kar uthin to qada ban gayi
Ankhen jin main hain asman o zamin
Nargisi nargisi surmagi surmagi
Nargisi nargisi surmagi surmagi
Afreen afreen afreen afreen.

Afreen Afreen Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.