Ae Nazneen Suno Na Lyrics – Abhijeet Bhattacharya
Ae naznin suno na
Ae naznin suno na
Humein tumpe
Haq to do na
Chahein to jaan lo na
Ke dekha tumhein
To hosh ud gaye
Hont jaise khud hi sil gaye
Ye hont jaise khud hi sil gaye
Ae naznin suno na
Ae naznin suno na
Humein tumpe
Haq to do na
Chahein to jaan lo na
Ke dekha tumhein
To hosh ud gaye
Hont jaise hont jaise
Khud hi sil gaye
Ye hont jaise khud hi sil gaye
Rab ne banaya jis dam
Apni kudraton ko usne
Tum mein kar diya tha gum
Is jahan ko husn baatana
Bhi kar diya tha kam
Tikhe tikhe naye naksh tere
Kaliyon se komal hont tere
Phoolon se nazuk paon tere
Dono jahan qurbaan tere
Tarasha pyaar se jise rab ne
Woh murath ho tum
Santarashon ki jaise devi tum
Tarasha pyaar se jise rab ne
Woh murath ho tum
Santarashon ki jaise devi tum
Tumsa jahan mein koi na
Ae naznin suno na
Ae naznin suno na
Humein tumpe haq to do na
Chahein to jaan lo na
Ke dekha tumhein
To hosh ud gaye
Hont jaise hont jaise
Khud hi sil gaye
Parda khayalon
Ka hai sachmuch
Zara saamne aa
Chand ko mein takta hoon
Par teri shaqal aakhon mein
Ji jalayi chandini bhi
Thandi thandi raaton mein
Naata nindon se toot gaya
Tere liye ae mere hasin
Dil ko yakin ye bhi hai magar
Aayega aisa din bhi kabhi
Jab mulaqatein bhi hongi
Mithi si baatein bhi hongi
Pyaar bhari raatein bhi hongi
Dekhnaaa
Jab mulaqatein bhi hongi
Mithi si baatein bhi hongi
Pyaar bhari raatein
Bhi hongi dekhnaaa
Aa ne ki khabar do na
Ae naznin suno na
Ae naznin suno na
Humein tumpe haq to do na
Chahein to jaan lo na
Ke dekha tumhein
To hosh ud gaye
Hont jaise hont jaise
Khud hi sil gaye
Ye hont jaise khud hi sil gaye
Hont jaise khud hi sil gaye.