Ae Ae Ae Phansa Lyrics – Lata Mangeshkar
Ae phansa
Mm arre arre arre
Uska chhoota gharbaar sansaar
Jo karke pyaar yaar kisi ke
Dil mein basa basa basa ae phansa
Uska chhoota gharbaar sansaar
Jo karke pyaar yaar kisi ke
Dil mein basa basa basa
Ae ae ae ae phansa
La la la la la la la la la
La la la la la la la la la
Yeh ek saal bachpan aur
Jawaani ke beech ka
Bada bura hota hai yeh ek saal
Naujawaanon ka naadaanon
Ka deewaanon ka
Yeh ek saal bachpan aur
Jawaani ke beech ka
Bada bura hota hai
Aashiq ka ho gaya naam
Badnaam hua anjaam subh-o-shaam
Zamaana hansa hansa
Hansa ae phansa
Jo karke pyaar yaar kisi ke
Dil mein basa basa basa
Ae ae ae ae phansa
Bachaake aankh panchhi
Pinjra leke ud jaaye to
Shaayad jaan bach
Jaaye bachaake aankh
Kisi jharoke se kisi
Mauke se kabhi dhoke se
Bachaake aankh panchhi
Pinjra leke ud jaaye to
Shaayad jaan bach jaaye
Jeena hua dushvaar dildaar
Ke laga aar paar teer
Kisi ne kasa kasa kasa
Ae ae ae ae phansa
Uska chhoota gharbaar sansaar
Jo karke pyaar yaar kisi ke
Dil mein basa basa basa
Ae phansa
Yeh premrog bade
Bade jogi saperon ke
Bas mein nahin hota
Hai yeh premrog
Pyaar karte hain log marte
Hain kahan darrte hain
Yeh premrog bade
Bade jogi saperon ke
Bas mein nahin hota hai
Usne liya bairaag jab
Se bhaagke lagi aag
Naagnon ne jisse dansa
Dansa dansa ae phansa
Uska chhoota gharbaar sansaar
Jo karke pyaar yaar kisi
Ke dil mein basa basa basa.