Abhi Toh Main Jawan Hoon Lyrics – Richa Sharma
Abhi toh main jawan hoon
Abhi toh main jawan hoon
Abhi toh main jawan hoon
Hawa bhi khushgawaar hai
Gulon pe bhi nikhaar hai
Tarang mein hazar hai
Baharpur bahar hai
Kaha chala hai saakiya
Kaha chala hai saakiya
Idhar tu laut ghar ko aa
Are yeh dekhta hai kya
Utha subu subu utha
Subu utha piyala bhar
Piyala bhar ke de idhar
Jaman kisim tu kar nazar
Samaa toh dekh bekhabar
Woh kaali kaali badliyan
Woh kaali kaali badliyan
Woh fakk pe ho gayin ya
Woh ik hazoome main kasa
Hain su main kada rawa
Ye kya gumaa hai badgumaa
Samajh na mujhko naataba
Khayal rohad abhi kahan
Abhi toh main jawan hoon
Ibaaton ka zikar hai
Nizaat ki bhi fikar hai
Junoon hai sabab ka
Khayal hai azaab ka
Magar suno toh shekh ji
Ajeeb seh hai aap bhi
Bhala sababon aashiqui
Alang huyein bhi hai kabhi
Haseen jalba rez ho
Adaayein phitt na khez ho
Hawayein itar bej ho
Toh shaunk kyun na tez ho
Nigaar haaye phit nagar
Nigaar haaye phit nagar
Koi idhar koi udhar
Koi idhar koi udhar
Ubhartein ho aish par
Toh kya kare koi basar
Chalo ji khissa muktsar
Tumhara nohata ae nazar
Duroost hai toh ho magar
Abhi toh main jawan hoon
Abhi toh main jawan hoon
Abhi toh main jawan hoon.