Ab Kisko Sunaane Chali Lyrics – G. M. Durrani
Ab kisko sunane chali
Tu gham ka fasana
Sunta hai bhala kiski
Ye bedard zamana
Ab kisko sunane chali
Tu gham ka fasana
Sunta hai bhala kiski
Ye bedard zamana
Rahne nahi pata koi
Ek hal pe kayam
Ek hal pe kayam
Hai kam is duniya ka
Garibo ko rulana
Ab kisko sunane chali
Tu gham ka fasana
Sunta hai bhala kiski
Ye bedard zamana
Gairo ko sunane se
Ye dukh aur badhega
Dukh aur badhega
Khamosh shikayat na juba par
Kabhi lana
Ab kisko sunane chali
Tu gham ka fasana
Sunta hai bhala kiski
Ye bedard zamana
Aaram tera chin ke
Ab hasti hai duniya
Hasti hai duniya
Takdir mein likha hai teri
Thokar khana
Ab kisko sunane chali
Tu gham ka fasana
Sunta hai bhala kiski
Ye bedard zamana
Hum dard jise tune kabhi
Samjha tha apna
Samjha tha apna
Hum dard jise tune kabhi
Samjha tha apna
Samjha tha apna
Afsane gham
Apno se jake sunana
Jake sunana
Afsane gham
Apno se jake sunana
Jake sunana
Ab kisko sunane chali
Tu gham ka fasana
Sunta hai bhala kiski
Ye bedard zamana.