Ab Humko Bhula Do Lyrics – Surendra Nath
Ab humko bhula do kehte hain
Ab humko bhula do kehte hain
Kahte hai
Kahte the kabhi jo bhulana na
Bhulana na bhulana na
Wo apni nazar se kahte hai
Ghar dil mein kisi ke banana na
Bhulana na bhulana na
Tu shad raho aabad raho
Majburiyo ka ab jikar hi kya
Majburiyo ka ab jikar hi kya
Takdir hi bigdi jab apni
Phir tumse kare shikwa kaisa
Phir tumse kare shikwa kaisa
Meri barbadi ka gum khana na
Bhulana na bhulana na
Ab humko bhula do kehte hain
Kahte the kabhi jo bhulana na
Jis roz mili thi tumse najar
Aayenge ye din thi kisko khabar
Wo geet khushi ke ha lab par
Armano ka matam hai idhar
Waha geet khushi ke hai
Lab par armano ka matam hai
Idhar aye dil tadapne de
Wo ho gaya jo tha hona na
Bhulana na bhulana na
Ab humko bhula do kehte hain
Kahte the kabhi jo bhulana na
Na varsha hogi phoolo ki phoolo ki
Ya ashqo ki aankho se lagi jhadi
Ya ashqo ki aankho se lagi jhadi
Mana ke umange
Mana ke umange har lahza
Ya dushman ja ek ghadi
Ya dushman ja ek ek ghadi
Aye dard sambhalne de samjha
Aye hasrate dil tadpana na
Bhulana na bhulana na.