Aayiye Padhariye Lyrics – Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Shiv aur parwati ki shadi
Are jaise har ladke ki shadi
Jaise har ladki ki shadi
Jaise har ladki ki shadi
Aayi baat samjh mein aayi
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Dekho ab kailash ke upar
Shiv or parwati baithe hai
Aankhe pyar bhare do pyale
Jinko tarse duniya wale
Aayi baat samjh mein aayi
Shiv ke yaha bhagat rawan ko
Jisne apne shish uthaya
Unche parwat ke aasan ko
Unche parwat ke aasan ko
Aayi baat samjh mein
Rawan yaha aur parwat par
Ram aur sita par baithe the
Sita ne phir ram ko dekha
Ram ne phir sita ko dekha
Man hi man dono muskaye
Khush hokar rawan ke sar par
Aashisho ke phul giraye
Aashisho ke phul giraye
Aayi baat samjh umm hu
Ram aur sita nahi gayad ji
Yeh to hai shiv parwati ji
Aayi baat samjh mein aayi
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Dekho rup yeh parwati ka
Dusta naam hai jiska durga
Jag ka kashth liya pal bhar mein
Rity ko nasht kiya pal bhar mein
Aayi baat samjh mein aayi
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Aayiye padhariye
Par durga ka khof dekh kar
Badhe shant karne ko shankar
Lage lubhane nartak bankar
Aayi baat samjh mein aayi
Aayiye padhariye aayiye padhariye
Aayiye padhariye aayiye padhariye
Chup kyu ho gayi ab muh kholo
Bhole nath ki jai jai bolo
Aayiye padhariye.