Aaye Hai Wo Mazaar Pe Lyrics

in

"Aaye Hai Wo Mazaar Pe" Song Details:

Movie: Saajan Ki Saheli (1981)
Singer(s):Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Khanna
Lyricist(s):Majrooh Sultanpuri
Composer(s):Usha Khanna
Music Director(s):Usha Khanna
Genre(s):Qawwali
Director(s):Saawan Kumar Tak
Music Label:© Saregama
Starring:Rajendra Kumar, Rekha, Vinod Mehra, Nutan, Suresh Oberoi, Paintal, Shammi Kapoor, Bhagwan, Anil Dhawan, Kalpana Iyer, Leela Mishra, Tun Tun, Chand Usmani
Release on:30th January, 1981

Aaye Hai Wo Mazaar Pe Lyrics – Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Khanna

Marne ke bad hamari yad me
Aasu bahate hai
Nawazish hai ye unki aaj wo
Do gul chadate hai
Majare ishk to kato ke bhi
Kabil nahi hota
Allah wo sar khole hamari
Kabar pe diwana war aaye
Are isi ko maut
Kahte hai to ya rabb
Bar bar aaye

Ke aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Mujhse nasib ache hai
Are mujhse nasib ache hai
Mere mazar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai aaye hai
Are aaye hai aaye hai
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke

Ab to wo bhi ishk ke
Mare najar aane lage
Are unki bhi najar ud gayi
Tare najar aane lagi
Are dil pareshan
Are aankh bira
Ha ha julf marham lab khamosh
Ab to wo kuch or bhi
Pyare najar aane lage
Aake hamari kabar pe tune
Jo muskura diya
Bijli chamak ke gir padi
Sara kafan jala diya
Chain se so raha tha mai
Chain se so raha tha mai
Odhe kagan mazar me
Or yaha bhi satane aa gaye
Kisne pata bata diya
Yaha bhi satane aa gaye
Kisne pata bata diya
Are aaye hai aaye hai
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke

Mujhse nasib ache hai
Are mujhse nasib ache hai
Mere mazar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke
Aaye hai wo majar pe
Ghunghat utar ke

lyricsbogie.com
Bijli giri kabhi sayyad aa gaya
Hamne to char din
Bhi na dekhe bahar ke
Hamne to char din
Bhi na dekhe bahar ke
Sayyad tere hukme
rihai ka sukariya
Hum to kapas me
Kat chuke din bahar ke
Hum to kapas me
Kat chuke din bahar ke
Hum to kapas me
Kat chuke din bahar ke
Are wada wo kar gaye the
Suno mujhse sham ka
Are wada wo kar gaye the
Suno mujhse sham ka
To kaise katenge char pahar
Intzar ke
To kaise katenge char pahar
Intzar ke
To kaise katenge char pahar
Intzar ke
Kiya tha wada ke aayenge
Wo charag jale
Tamam rat charago
Se dil ke dag jale
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Ja dekha tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada

Ke haye ke haye
Kaise kate umariya
Aas hi aas me biti jaye
Hamre nayan darsh bin tarse
Tum bin balam kachu na suhaye
Tori preet ke karan mujhse
Ruthe apne paraye
Sab ruthe ek tum ruthiyo
Tum ruthio to gazab ho jaye re
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ha dekha tera wada
Ja dekha tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada
Ja dekha tera wada
Haye re tera wada.

Aaye Hai Wo Mazaar Pe Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.