Aayat Bane Hum Lyrics

in

"Aayat Bane Hum" Song Details:

Label: Pop Chartbusters
Singer(s):Jonita Gandhi
Lyricist(s):Aditya Iyengar
Composer(s):Micky J Meyer
Music Director(s):Micky J Meyer
Genre(s):Love
Music Label:© Pop Chartbusters

Aayat Bane Hum Lyrics – Jonita Gandhi

Teri khata hai
Hun mein beqraar
Khud se hee mein haari hui yaar
Rab rutha hai
Raoon mein zaar zaar

Ishq hawa mein ghule
Dheere se lab yeh kahe
Do raaste mil jayein mann chahe
Do dil sahi, dhahdkan ek ho jaye
Dubara se pal ye hamein behlaye
Kese ye manzar chaahaye

lyricsbogie.com
Nazarane tere sufi lage hain
Zaalim yeh mausam
Nazrein ye teri zahir karein hain
Ayat bane hum

Nazarane tere sufi lage hain
Zaalim yeh mausam
Nazrein ye teri zahir karein hain
Ayat bane hum

Ajanabi ho ke bhi
Tu mere dil ke paas raha hai
Haaye..
Ajnabi ban ke jo khuwab dekhaya
Iter jo ghola
Haye..

Naa hai awaaz, per hai teri saans
Kese pehchanein, tujh pe hai taka
Laage tohfe tere pyare
Laaye tere khusbhoo saare
Shaam-o-subha dil yeh chahe
Hum tum yeh pal bas tham jaye

Nazarane tere sufi lage hain
Zaalim yeh mausam
Nazrein ye teri zahir karein hain
Ayat bane hum

Nazarane tere sufi lage hain
Zaalim yeh mausam
Nazrein ye teri zahir karein hain
Ayat bane hum

Nazarane tere sufi lage hain
Zaalim yeh mausam
Nazrein ye teri zahir karein hain
Ayat bane hum

Waada tha ke honge hum saath
Socha tha ke chorein ge na haath
Baatein teri maine maani
Khud se ker gayi mei bei’maani
Is anjaan se anjaani
Her pal her din raatein suuni

Nazarane tere sufi lage the
Zaalim tha mausam
Nazrein wo na samjhe koi
Ayat thy hum

Nazarane tere sufi lage hain
Zaalim yeh mausam
Nazrein ye teri zahir karein hain
Ayat bane hum..

Aayat Bane Hum Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.