Aao Milke Gaayen Aisa Gaana Lyrics – Amitabh Bachchan, Mahalakshmi Iyer, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Aao milke gaayen aisa
Gaana surila aur suhana
Jis mein sirf pyaar ki mithaas ho
Humne to hai seekha gun gunana
Hamesha muskurana jabse
Tum hamare dil ke paas ho
Tum aur hum gaaye sargam
Sargam zindagi ki har
Khushi ki aur pyaar ki
Tum aur hum gaaye sargam
Sargam zindagi ki har
Khushi ki aur pyaar ki
Subah ke ujale hai woh pehle
Shaam ka andhera reshmi hai
Muskurati aankhon se jo dekho
Duniyan mein kahan koi kami hai
Jo halka ho yeh mann
Jo hum rahein magan
Har ek ruth lagegi hum
Ko ruth bahar ki
Jo halka ho yeh mann
Jo hum rahein magan
Har ek ruth lagegi hum
Ko ruth bahar ki
Sargam zindagi ki har
Khushi ki aur pyaar ki
Hum aur tum gaye sargam
Sargam zindagi ki har
Khushi ki aur pyaar ki
Ek nanhi pyaari si kali ne
Chupke se hai yeh mujhko bataya
Khushnaseeb woh hai is jahan mein
Jisne doosro ka pyaar paya
Lagti hai woh gali har ek woh kali
Aisi kali kab hai zaroorat singhar ki
Lagti hai woh gali har ek woh kali
Aisi kali kab hai zaroorat singhar ki
Tum aur hum gaaye sargam
Sargam zindagi ki har
Khushi ki aur pyaar ki
Hum aur tum gaye sargam
Sargam zindagi ki har
Khushi ki aur pyaar ki
Aao milke gaayen aisa
Gaana surila aur suhana
Jis mein sirf pyaar ki mithaas ho
Humne to hai seekha gun gunana
Hamesha muskurana jabse
Tum hamare dil ke paas ho
Tum aur hum gaaye sargam
Sargam zindagi ki har
Khushi ki aur pyaar ki
Hum aur tum gaye sargam
Sargam zindagi ki har
Khushi ki aur pyaar ki.