Aao Bhakto Katha Lyrics – Mohammed Rafi
Tum bharat ke insaan ki
Jisne pathar mein dekhi hai
Surat us bhagwan ki
Aao bacho katha suno
Tum bharat ke insaan ki
Jisne pathar mein dekhi hai
Surat us bhagwan ki
Harishchandar ne kutub bitaya
Ram gaye vanvas mein
Visnuchandar ki lila dekhi
Vrindavan ki ras mein
Pati prem ka balkha shisha
Raz istri ke pas mein
Bhakto ke bhagwan base hai
Bhakti aur vishwas mein
Ye guni hai tyag tapasya
Shraddha aur balidan ki
Jisne pathar mein dekhi hai
Surat us bhagwan ki
Aao bacho katha suno
Tum bharat ke insaan ki
Jisne pathar mein dekhi hai
Surat us bhagwan ki
Meera sur kabira tulsi
Nanak ki kya baat thi
Bhakti ka suraj uagta tha
Aur sharida ki raat thi
Bapu ki aankho se barsi
Ulfat ki barsat thi
Sabhi ram ke pyare the
Neelam ki chandani raat ke
Amar kahani tumhe sunaye
Apne hindustan ki
Jisne pathar mein dekhi hai
Surat us bhagwan ki
Aao bacho katha suno
Tum bharat ke insaan ki
Jisne pathar mein dekhi hai
Surat us bhagwan ki.