Aao Aao Kahani Suno Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Pillavalu Gajapathi Krishnaveni (Jikki)
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki
Ye kahani anokhi nirali
Hai ye ghar ghar ki bat ji
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki
Lakho se mahnat kara ke
Akela khata hai tarepan ke sal me
Lakho se mahnat kara ke
Akela khata hai tarepan ke sal me
Mahnat karenge batenge khayenge
Hil mil ke taresath ke sal me
Mahnat karenge batenge khayenge
Hil mil ke tarestah ke sal me
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki
Mehma ko dikha ke band darwaje
Karte hai tarepan ke salme
Mehma ko dikha ke band darwaje
Karte hai tarepan ke sal me
Sawagat karenge bade prem aadar se
Mehma ka taresath ke sal me
Sawagat karenge bade prem aadar se
Mehma ka taresath ke sal me
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki
Wo taz tarepan ke sal me
Roti ke tukde ko rote tarste hai
Wo taz tarepan ke sal me
Nadiya bahengi dud dahi ghi ki
Aagan me taresath ke sal me
Nadiya bahengi dud dahi ghi ki
Aagan me taresath ke sal me
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki
Billi ki mayau se
Billi ki mayau se bache hamare
Darte hai tarepan ke sal me
Shero se panja
Shero se panja ladayenge balak
Bharat ke taresath ke sal me
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki
Kitne hi kapti kalankit
Daga baz bande hai tarepan ke sal me
Kitne hi kapti kalankit
Daga baz bande hai tarepan ke sal me
Ghar ghar me gandhi ghar ghar jawahar
Chamkege taresath ke sal me
Ghar ghar me gandhi ghar ghar jawahar
Chamkege taresath ke sal me
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki
Ye kahani anokhi nirali
Hai ye ghar ghar ki bat ji
Aao aao kahani suno
Bepanhe besate dal ki.