Aansu Kabhi Chhalke Nahin Lyrics – Jagjit Singh
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Tujhme har pal hai wo
Fasala kab kaha fir hua
Tujhme har pal hai wo
Fasala kab kaha fir hua
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Ajmaish vo teri karega
Sach ki raho pe tu jo chalega
Ajmaish vo teri karega
Jindagi ki kadi dhup me bhi
Ban ke saya vo sang sang chalega
Roshni ye rahe samjho
Sara jahaa mil gaya
Roshni ye rahe samjho
Sara jahaa mil gaya
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Dur tujh se hua hai agar wo
Yaad ban ke vo tujhme rahega
Dur tujh se hua hai agar wo
Yaad ban ke vo tujhme rahega
Dil se chaha hai tune use to
Sans ban kar vo tujhme rahega
Aas baki raheghe samjho
Tujko khuda mila gaya
Aas baki raheghe samjho
Tujko khuda mila gaya
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Pak mariyam sa aanchal samandar
Jisme mojud hai tera sawan
Pak mariyam sa aanchal samandar
Jisme mojud hai tera sagar
Man ki aankho se dekho use to
Pass tere hai tera wo ishawar
Khudako dundho zara
Dil udasi se kyon hai bhara
Khudako dundho zara
Dil udasi se kyon hai bhara
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya
Tujhme har pal hai wo
Fasala kab kaha fir hua
Tujhme har pal hai wo
Fasala kab kaha fir hua.
Aansu kabhi chhalke nahi
Moti bikhar jayenge o sathiya.