Aankhon Mein Neende Lyrics – Alka Yagnik, Kumar Sanu
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Dard uthe pyaas jage, yaad sataaye
Koi sadaa shaam-o-saher paas bulaaye
Dard uthe pyaas jage yaad sataaye
Koi sadaa shaam-o-saher paas bulaaye
Raat dhale dhoop khile aaye saveraa
Chaahaton ke aashiyaan mein dil ka baseraa
Beqaraari hai jaane kyon sanam
Aankh hai khuli neend mein hain hum
Har ghadi hai dil pe kaisa yeh khumaar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Main to tujhe ek bhi palbhool na paaoon
Jaan-e-wafa paas tere daud ke aaoon
Main to tujhe ek bhi pal bhool na paaoon
Jaan-e-wafa paas tere daud ke aaoon
Tu jo kahe rasmein sabhi tod doon sanam
Tere liye dono jahaan chhod doon sanam
Raat na kate na kate yeh din
Kaise kategi umr tere bin
Pyar zindagi mein hota hai ek baar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Aankhon mein neende na dil mein qaraar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Kabhi bekhudi to kabhi intezaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar
Mohabbat bhi kya cheez hoti hai yaar.