Aankhon Hi Aankhon Mein Lyrics

in

"Aankhon Hi Aankhon Mein" Song Details:

Movie: Ek Se Badhkar Ek (2004)
Singer(s):Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s):Majrooh Sultanpuri
Composer(s):Anand Raaj Anand
Music Director(s):Anand Raaj Anand
Genre(s):Romantic
Director(s):Kundan Shah
Music Label:© Times Records
Starring:Sunil Shetty, Raveena Tandon, Shekhar Suman, Eesha Koppikhar, Shakti Kapoor, Gulshan Grover
Release on:17th September, 2004

Aankhon Hi Aankhon Mein Lyrics – Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan

Aankhon hi aankhon mein
Ye kya baat ho gayi
Jaise dil ki dil se mulakat ho gayi
Are din hi mein wo hone wali
Raat ho gayi
Rabba oye rabba rabba oye rabba
Rabba oye rabba rabba oye rabba
Aankhon hi aankhon mein
Ye kya baat ho gayi
Jaise dil ki dil se mulakat ho gayi
Are din hi me wo hone wali
Raat ho gayi
Rabba oye rabba rabba oye rabba
Rabba oye rabba rabba oye rabba

lyricsbogie.com
Aisa na samjhe koi baithenge
Hum haar ke
Jo na kar dale wo gham hai
Hum deewane pyar ke
Aisa na samjhe koi baithenge
Hum haar ke
Jo na kar dale wo gham hai
Hum deewane pyar ke
Are dekhoge tum kaisi karamat ho gayi
Dekhoge tum kaisi karamat ho gayi
Are din hi mein wo hone wali
Raat ho gayi
Rabba oye rabba rabba oye rabba
Rabba oye rabba rabba oye rabba

Zulfon ka ek fanda
Ek shikari pe hai phenkana
Pehle ho jaane do ye nazara
Phir tum dekhna
Are zulfon ka ek fanda
Ek shikari pe hai phenkana
Pehle ho jaane do ye nazara
Phir tum dekhna
Kaise kaise jalwo ki barsat ho gayi
Kaise kaise jalwo ki barsat ho gayi
Are din hi mein wo hone wali
Raat ho gayi
Rabba oye rabba rabba oye rabba
Rabba oye rabba rabba oye rabba

Aankhon hi aankhon mein
Ye kya baat ho gayi
Jaise dil ki dil se mulakat ho gayi
Are din hi mein wo hone wali
Raat ho gayi
Rabba oye rabba rabba oye rabba
Rabba oye rabba rabba oye rabba
Rabba oye rabba rabba oye rabba
Rabba oye rabba rabba oye rabba.

Aankhon Hi Aankhon Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.