Aankhon Aankhon Mein Tum Ko Lyrics – Lata Mangeshkar
आँखों आँखों में, आँखों आँखों में
तुम को छुपा के देख लिया
आँखों आँखों में दिल की दुनिया में
तुम को बुला के देख लिया
आँखों आँखों में
क़सम वफ़ा की , क़सम वफ़ा की
तुम्हें हम भी पा के मानेँगे
क़सम वफ़ा की तुम्हें हम भी
पा के मानेँगे
हम अपने आप को तुम पे मिटा के मानेंगे
हम अपने आप को तुम पे मिटा के मानेंगे
तेरी उल्फत में, तेरी उल्फत में
दिल को जला के देख लिया
आँखों आँखों में
तुम्हारे दर्द को दिल से लगाए बैठे हैं
नज़र के तीर कलेजे पे खाये बैठे हैं
नज़र के तीर कलेजे पे खाये बैठे हैं
कैसे भूलेंगे, कैसे भूलेंगे
तुम को भुला के देख लिया
आँखों आँखों में
तुझे खबर नहीं, तुझे खबर नहीं
रोज़-इ-अज़ल से शैदा हूँ
तुझे खबर नहीं रोज़-इ-अज़ल से शैदा हूँ
मेरा तो प्यार मज़हब है
निगार-इ-दुनिया हूँ
मेरा तो प्यार मज़हब है
निगार-इ-दुनिया हूँ
देखो देखो जी, देखो देखो जी
दामन बचा के देख लिया
आँखों आँखों में, आँखों आँखों में
तुम को छुपा के देख लिया
आँखों आँखों में.
Aankhon aankhon mein, aankhon aankhon mein
Tum ko chhupa ke dekh liya
Aankhon aankhon mein dil ki duniya mein
Tum ko bula ke dekh liya
Aankhon aankhon mein
Kasam wafa ki, kasam wafa ki
Tumhen hum bhi paa ke maanenge
Kasam wafa ki tumhen hum bhi
Paa ke maanenge
Hum apne aap ko tum pe mita ke maanenge
Hum apne aap ko tum pe mita ke maanenge
Teri ulfat mein, teri ulfat mein
Dil ko jala ke dekh liya
Aankhon aankhon mein
Tumhaare dard ko dil se lagaaye baithhe hain
Nazar ka teer kaleje pe khaaye baithhe hain
Nazar ka teer kaleje pe khaaye baithhe hain
Kaise bhoolenge, kaise bhoolenge
Tum ko bhula ke dekh liya
Aankhon aankhon mein
Tujhe khabar nahin, tujhe khabar nahin
Roz-e-azal se shaida hoon
Tujhe khabar nahin roz-e-azal se shaida hoon
Mera to pyaar mazhab hai
Nigaar-e-duniya hoon
Mera to pyaar mazhab hai
Nigaar-e-duniya hoon
Dekho dekho ji, dekho dekho ji
Daaman bacha ke dekh liya aa
Aankhon aankhon mein, aankhon aankhon mein
Tum ko chhupa ke dekh liya
Aankhon aankhon mein.