Aankho Se To Kaam Hua Hai Lyrics – Anuradha Paudwal
Unki aankho ka kajal to dekhe hai koi
Aisa lagta hai kasmir me raat hai
Rind dekhe to ho mahkade ka guman
Alla alla un aankho ki kya baat hai
Aankho se to kaam hua hai
Aankho se to kaam hua hai
Aankho se to kaam hua hai
Kajal kyu badnam hua hai
Kajal kyu badnam hua hai
Aankho se to kaam hua hai
Jitne dawa ki utne tadape
Jitne dawa ki utne tadape
Jahar kuch aaram hua hai
Jahar kuch aaram hua hai
Aankho se to kaam hua hai
Jis din humne mahandi lagayi
Jis din humne
Katal kar ke chala katil mera
Khun duada mera katil
Ko manane ke liye
Hath thak jayenge kyu
Peesh rahe ho mahandi
Khun hazir hai hatheli pe
Lagane ke iye
Jis din humne mahandi lagayi
Jis din humne mahandi lagayi
Sahar me katle aam hua hai
Sahar me katle aam hua hai
Aankho se to kaam hua hai
Jab se huye hum pyar me ruswa
Jab se huye hum pyar me ruswa
Khub humara naam hua hai
Khub humara naam hua hai
Aankho se to kaam hua hai
Julfo par sawan ka mahina
O julfo par
Tum meri julfo ki rahgir ko
Kyu dekhte hai
Aur mere panv ki
Janjir ko kyu dekhte ho
Tum to kahte the
Meri sakl se nafrat hai tumhe
Mujhse chup kar meri
Tasvir dekhte kyu ho
Julfo par sawan ka mahina
Julfo par sawan ka mahina
Jhum ke khud hi naam hua hai
Jhum ke khud hi naam hua hai
Aankho se to kaam hua hai
Aankho se to kaam hua hai
Kajal kyu badnam hua hai
Kajal kyu badnam hua hai
Aankho se to kaam hua hai.