Aankh Royi Magar Lyrics – Lata Mangeshkar
Muskurana pada
Aankh royi magar
Muskurana pada
Dil ke tukde phir
Bhi gana pada
Aankh royi magar
Bag ba aaj khush
Hai chaman dekhke
Apni ulfat ki khatir
Watan bechke
Bag ba aaj khush
Hai chaman dekhke
Apni ulfat ki khatir
Watan bechke
Sar pe ye dag
Bhi uthana pada
Sar pe ye dag
Bhi uthana pada
Dil ke tukde phir
Bhi gana pada
Aankh royi magar
Aankh royi magar
Muskurana pada
Dil ke tukde phir
Bhi gana pada
Aankh royi magar
Tere dam se jawa
Ye mohabbat rahe
Tere dam se jawa
Ye mohabbat rahe
Mera kya hai magar
Tu salamat rahe
Tere dam se jawa
Ye mohabbat rahe
Mera kya hai magar
Tu salamat rahe
Bas yahi sochkar
Jahar khana pada
Dil ke tukde phir
Bhi gana pada
Aankh royi magar
Aankh royi magar
Muskurana pada
Dil ke tukde phir
Bhi gana pada
Aankh royi magar.