Aakhir Tumhen Aana Hain Lyrics – Sapna Mukherjee, Udit Narayan
Ae meri hamraaz mujhko thaam le
Zindagi se bhaag kar aaya hoon
Baarish ho rahi hai
Yeh baarish na hoti toh bhi na aati
Aakhir tumhe aana hain,
Zara der lagegi
Aakhir tumhe aana hain,
Zara der lagegi
Baarish ka bahana hain
Zara der lagegi
Aakhir tumhe aana hain,
Zara der lagegi
Jaaneman aa jaao
Tumhe apna samajhkar
Koyi aawaj de raha hai
Tumne mujhe apna
Samjha he kab
Tum toh mujhe
Dushman samajhate ho
Tum hote jo dushman,
Toh koyi baat hi kya thi
Tum hote jo dushman,
Toh koyi baat hi kya thi
Apano ko manana hain
Zara der lagegi
Apano ko manana hain
Zara der lagegi
Meri jaan mere darde
Mohabbat ka kuchh khayal karo
Sab kuchh bhula do,
Yeh darde mohabbat bhi mita do
Mita sakte hain lekin
Hum dard mohabbat ka
Mita sakte hain lekin
Yeh rog, yeh rog puraana hain
Zara der lagegi
Yeh rog puraana hain,
Zara der lagegi
Yeh romani andaj chhodo,
Jo kahna hai woh kah dalo
Yeh baat nahin woh ke
Main aate hi suna doon
Yeh baat nahin woh ke
Main aate hi suna doon
Sine se, haay
Sine se lagana hain
Zara der lagegi
Sine se lagana hain
Zara der lagegi
Baarish ka bahana hain
Zara der lagegi
Aakhir tumhe aana hain,
Zara der lagegi
Aakhir tumhe aana hain,
Zara der lagegi
Ho zara der lagegi
O zara der lagegi
Zara der lagegi,
Zara der lagegi
Ho zara der lagegi,
O zara der lagegi.