Aaja Sar-E-Bazar Lyrics

in

"Aaja Sar-E-Bazar" Song Details:

Movie: Alibaba Aur 40 Chor (1980)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):R. D. Burman
Music Director(s):R. D. Burman
Genre(s):Sad
Director(s):Latif Faiziyev, Umesh Mehra
Music Label:© Saregama
Starring:Dharmendra, Hema Malini, Zeenat Aman, Prem Chopra, Madan Puri
Release on:30th May, 1980

Aaja Sar-E-Bazar Lyrics – Lata Mangeshkar

Aaja aaja aaja aaja
Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai

lyricsbogie.com
Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai

Rasm e wafa jahan men badnaam ho rahi hai
Parda nasheen haseena nilaam ho rahi hai
Nilaam ho rahi hai
Galiyon men ssj us ka deedar bik raha hai

Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai

Duniya meri wafa ki keemat laga rahi hai
Meri jawaan mohabaat aansoo baha raha hai
Aansoo baha raha hai
Ashkon se jo bana hai woh haar bik raha hai

Ulfat men jis ko dil ki har aarzoo se seencha
Furkat men jis ko hum ne apne lahoo se seencha
Apne lahoo se seencha
Ab ke bahaar men woh gulzaar bik raha hai

Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai

Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Aaja aaja aaja aaja….

Aaja Sar-E-Bazar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.