Aaja Sanam Madhur Lyrics – Lata Mangeshkar, Manna Dey
Chandni me ham
Tum mile toh wirane
Me bhi aa jayegi bahar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur
Machalta hai dil
More sajan le chal
Mujhe taro ke par
Lagta nahi hai dil yaha
Lagta nahi hai dil yaha
Bhigi bhigi rat me dil
Kaa daman tham le
Khoyi khoyi jindagi har
Dam tera nam le
Chand ki behki najar
Keh rahi hai pyar kar
Jindagi hai ek safar
Kaun jane kal kidhar
Chand ki behki najar
Keh rahi hai pyar kar
Jindagi hai ek safar
Kaun jane kal kidhar
Aaja sanam madhur chandni
Me ham tum mile toh wirane
Me bhi aa jayegi bahar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur
machalta hai dil More sajan le
Chal mujhe taro ke par
Lagta nahi hai dil yaha
Lagta nahi hai dil yaha
Dil yeh chahe aaj toh
Badal ban udd jau mai
Dulhan jaisa aasma
Dharti par le aau mai
Chand kaa dola saje
Dhum taro me mache
Jhum ke duniya kahe
Pyar me do dil mile
Chand kaa dola saje
Dhum taro me mache
Jhum ke duniya kahe
Pyar me do dil mile
Aaja sanam madhur chandni me
Ham tum mile toh wirane
Me bhi aa jayegi bahar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil
More sajan le chal
Mujhe taro ke par
Lagta nahi hai dil yaha
Lagta nahi hai dil yaha.